YouTube thumbnail kse banaye. Create YouTube Thumbnai
YouTube thumbnail banane ke liye aapko kuch steps follow karne hote hain:
Aapko ek attractive aur relevant image select karni hai jisse log aapke video ko attract kar sake.
Image ko edit karne ke liye koi photo editing software ya app use kare jaise ki Canva, Adobe Photoshop, etc.
Image me koi text add kare jisse log video ke bare me pata chal sake aur attract ho jaye.
Image ko save kare aur use YouTube thumbnail me upload kare.
Thumbnail upload karne ke baad aapko ensure karna hai ki thumbnail resolution 1280 x 720 pixels hai.
In steps ko follow kar ke aap easily apne YouTube video ke liye attractive aur relevant thumbnail ban sakte hain.
Comments
Post a Comment